Tere Mere Darmiyan Lyrics
Kuchh to hai baaki tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hoty tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa ye jahan hota
Kuchh to hai baki tery mery darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kash hum bhi hoty tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa yeh jahan hota
Meri manzilein maqsood tu
Abhi aa bhi ja mery rubaru
Kuchh to hai baki tery mery darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kaisy bhula doon main
Saanson ki wo khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu bi
Kaisy bhula don main
Sanson ki wo khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu bi
Mujhy dhondhti teri nazar
Mujhmein hai tu sham-o-sehar
Kuchh to hai baki tery mery darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kash hum bhi hoty tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa yeh jahan hota
Tere Mere Darmiyan Lyrics : Details
…………………………………………………..
Song : Tere Mere Darmiyan
Singer : Khesari Lal Yadav
Music : Vinay Vinayak
Starring : Khesari Lal Yadav,Neha Malik
Label : Speed Records