Main Bhi Barbaad Lyrics – Yasser Desai

Share your love

Main Bhi Barbaad Lyrics


Pyar Toh Kiya Par Nibhaya Nahin
Mujhe Pyar Karna Tujhse Aya Nahin
Zakhm Diye Jo Maine Tujhe Yaad Hai
Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai
Khaali Khaali Baadlon Si Meri Fariyad Hai
Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai
Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai Aa
Khaali Khaali Baadlon Si Meri Fariyad Hai

Tere Bin Jee Na Paunga Main
Mujhko Ye Tha Yakeen
Tujhse Hi Meri Haseen Bin Tere Kuch Nahin

Dil Todna Kitna Aasaan Hai
Dil Jodna Kisi Ne Sikhaya Hai
Zakhm Diye Jo Maine Tujhe Yaad Hai

Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai
Khali Khali Badlon Si Meri Fariyad Hai
Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai
Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai A
Khali Khali Badlon Si Meri Fariyad Hai

Pyar Toh Kiya Par Nibhaya Nahin
Mujhe Pyar Karna Tujhse Aya Nahin
Zakhm Diye Jo Maine Tujhe Yaad Hai

Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai
Khaali Khaali Baadlon Si Meri Fariyad Hai
Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai
Main Hi Barbaad Hoon Tu Bhi Barbaad Hai Aa
Khaali Khaali Baadlon Si Meri Fariyad Hai

Tere Bin Jee Na Paunga Main
Mujhko Ye Tha Yakeen
Tujhse Hi Meri Haseen Bin Tere Kuch Nahin

Dil Todna Kitna Aasaan Hai
Dil Jodna Kisi Ne Sikhaya Hai
Zakhm Diye Jo Maine Tujhe Yaad Hai

Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai
Khali Khali Badlon Si Meri Fariyad Hai
Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai
Main Hi Barbad Hoon Tu Bhi Barbad Hai A
Khali Khali Badlon Si Meri Fariyad Hai

Main Bhi Barbaad Song : Details

Song : Main Bhi Barbaad
Starring : Hina Khan and Angad Bedi
Music : Gourov Dasgupta
Singer : Yasser Desai
Lyrics : Kunwar Juneja
Label : Saregama Music

Share your love